10th muharram SMS Collection 2023 in Urdu & English

Ashura 10th day of Muharram is on 10th of September 2023 in Pakistan. Here we are sharing latest Muharram Poetyr SMS and Shayari in Urdu for Muharram ul haram. Zikr-e-Hussain aaya to ankhein chalak paree to phir paani ko kitna pyar hai ab bhi hussain se. Check out latest Latest Muharram SMS Messages And Quotes in Urdu and English.Ya Hussain (AS) SMS collection for 2014

10th Muharram SMS Collection 2023 in Urdu & English

“Ajab Shan Hay Hussain TmhaRe Lashkaar Ki SMS Poetry “

Ajab Shan Hay Hussain TmhaRe Lashkaar Ki Kahan Se Dhoondh K Lain MIxaal Asghar Ki Sitara Ab B Fajar Kah Udaas Hota Hy Sunai Deti Hay Abb Bhi Azaan Akber Ki.

 

“Muharram SMS New Collection of Muharram SMS”

Noha Khani Karta Hai
Hm Shaber Ka Mataam Karta Hai
Abbas Kah Alam Utaati Hai
Zulam Ka Aga Kabhi Jukta Nahi
Jetnah Zulam Dhalo Hm Par Umar
Walo Jaab Bhi Kam Na Huga Shaber Kah Mataam.

 

“Shah Ast Hussain Badshah Ast Hussain”

Shah ast Hussain Badshah RAt Hussain Deen Ast Hussain Deen Panaah astt Hussain Saar Daad Na Daad Dasat, Dar Dast-E-Yazed Haqa Ke Binaey La ila ast Hussain

 

 

“Ya Gazi Abbas(RA) SMS”

Wafa ko naaz hai jis par usay Abbas (RA) kehte hein
Lagay jo Saani-e-Haider (RA) usay Abbas(RA) kehte hein
Alam patthar pe jo gaaray usay kehte hein sab Haider (RA)
Alam gaaray jo pani par usay Abbas (RA) kehte hein

 

“Ya Hussain Moharram SMS”

Koun Kehta Hai
K Pani Ko Tarstay The “Hussain”
Un K Honton Koh
Tarsta Raha Peysaa Pani
Selaab Dekhta Houn
Tu Aata Hai Yaeh Khayal
K Pani Bhatak Raha Hai
“Talaxxh-E-Huseen” Main.

See also  Latest 12 Rabi-ul-Awal sms | Prophet's PBUH Birthday Messages

 

“Latest Muharram Sms Message Quotes”

Leta tamaam kaam woh apne wali se hai
Nisbat har ek Imam ki Noor-e-Jali se hai
Kul akhtiyaar de diya HASAN-O-HUSSAIN ko
Daita Khuda zaroor hai par milta ALI say hai

 

 

“Muharram Urdu Poetry”

Lafzon Mai Kiya Likhuon
“Shahadat-E-Hussain”
Mohsin
Qalam Bhi Mera Roo Daitah Hay “Karbalaa”
Kah Manzer Soch Ker.

“YA HUSSAIN SMS 2023”

NIJAT ki jab appeal karna, HUSSAIN * apna wakeel karna, Agar Sar kay badle * HUSSAIN * mile, To ZINDAGI na taveel karna.
(Muharram ul Harama)

 

 “Salam Ya Husain”
Apni Taqdeaer Jagatey Hen Tere Matam Say
Khoon Ki Raah Bechatay Hen Tere Matam Say
Apne Izhar-E-Aqeedaat Ka Saliqa Yeah Hai
Hm Naya Saal Manatay Hain Tere Matam Se

author avatar
Farrukh Nawaz CEO
Farrukh Nawaz, tech guru & gaming aficionado. Your go-to for mobile news, gaming updates & expert blogging tips.

Leave a Comment